dosto wese to allah ki banai hui har cheez hi hmari zindgi ki zmanat hai lekin chand ke na hony ki wajah se hmari zindgi par bht gehry asraat numaiyan hon ge.

Chand ki gair mujoodgi main gravitational force khatam ho jay gi jis ki pehla asar yeh hoga smundr main paida hony wali mdojazar khtm ho jain gi. jis se samundr k pani main oxigen ki kami wage hogi jo k smundri hayat ki amawat ka bais ban sakti hai. chonke chand ki kashash zmeen ko apni trf khenchti hai lekin wo khench to nahi paati mager smandron main halchal ka bais banti hai usi halchal k nateejy main madujazar paida hoti hai madojazar ki wajah se smndr main oixgen dakhil hoti hai jo k samundri hayat ki zindgi k liy zaruri

Chand ki grevitational force hi zameen k north or south poll ko kisi plastic rubr band ki trah khenchti or chhorti hai jis ki natejy mn zameen pr mosmiyati tabdili wajood main aati hai agr yeh force khtam ho jay to zameen ki ik poll ki traf lagatar ghoomny lag jay gi mosmiyati nizam khtm ho jay ga is soort main zameen par mojud hayat ka ik jagah pr zyada dair basera rakhna na mumkin ho jay ga soorj kisi saal south poll ko hi gharmi or enrgy frahm kary ga to kisi saal north poll ko. jis ki wajah se hmara shamsi saal to wesa hi rahy ga mgr din or raat ka consept khrab ho jay ga zameen par kahi
poora saal din to kahi poora saal raat hi bani ray gi.

Chand k aasman par na hony ki bana pr raat ko aasman bht ssaf or satray bht chamkdar nazar aain gy.
Dosto chaand ka islam main bht hi ehm kirdar hai chand ki madad se hm mahino or dino ka taian karty hain hmara islami calender chand pr hi inhesar karta hai ese main hmara yeh qamri saal khtm ho jay ga.tmaam islami tehwaar ka andaza lagana namumkin to nahi mushkil ho jay.

Comments
Post a Comment